Hy Family Kundali Bhagya ky any waly episode my ap sb dykhy gy k dobara sy milny waly hn karan or preeta ak bar phr sy preeta ki maang bhr jay ge serrial kundali bhagya ki any wali kahani bohut he mazydar ha q k reshab or karan ka ho ga amna samna lakin yahn pr karan is bat sy anjan ha k kavaya reshab ki bati nhi balky osi ki bati ha .To ab kahani ma any wala ha naya morr q k preeta or arjun any waly hn qareeb or preeta ki bhary ge maang wahi pr arjun bhi ho ga ab preeta ko ehsas ho jay ga k os ka karan zinda ha . Family kahani my twist any wala ha or ya twist bohut he rumanchak ho ga kia preeta apny karan ko phchan ly ge or kia arjun ki glt fahmi khatm ho jay ge .Ab dykhna ya ha k kia karan or preeta ky darmeeyan ki dori khatm ho jay ge or karan ko ya ehsas ho ga k vo glt soch rha ha os ky bhai or patni ny asa kuch bhi nhi kia or agr asa kuch nhi hota mtlb karan ko sach ka pta nhi lgta to un ky darmeeyan jhagry or bhi br jay gy .
jb karan os sy os ky baba ka name puchy ga to vo boly ge mary baba ka name reshb luthra ha lakin jb karan os ka apna name puchy ga to vo bolti ha mara name The kavaya lutha ha ya sun kr karan ki khushi ka to koi thekana he nhi rahy ga q k is trhan sy name sirf katran he bota ha yani jasy kavya ny bola k os ka name the kavaya luthara ha isi trhn karan bola krta tha jb koi os sy os ka name puchta tha to vo bhi kavya ki trhan bolta tha mara name ha the karan luthra . Jb kavaya btay ge k os ky baba ka name reshb lutha ha to ya sun kr karan jay ga bhrak g hn jb karan reshb ka name suny ga to osy bohut gusa ay ga ab karan ky dill ky indr or bhi nafraat br jay ge reshab kyliy.
Ab karan jay ga luthra house lakin karan bn kr nhi blky arjun bn kr vo bhi reshab ka partner bn kr or vhn pr sb sy mily ga lain wahn pr jany ky bd karan ko dykh kr bua ko yani kareena ko pta chal jay ga q k os ka suage sy sb kuch pta chal jay ga ab karena bua karan ko kavya ka sch btay ge k kavaya os ki he bati ha na k reshab ki. Family we hope you enjoy our work and if you want more entertainment then plz visit our web .